WafaKaDard Urdu Shayari Group on Facebook

Posts Tagged ‘wafa’

telenor pakistan jazz pakistan mobilink Free EasyLoad wafakadard.com

Monday, January 4th, 2010

Assala Mu Alaikum

Pakistan ke visitors ke liye wafakadard.com laie hai neya program

http://wafakadard.com/urdu

jo bhi user forum par post kare gha
us ko 100 Rupee ka easy load karwaya jay gha

(more…)

number of view: 707

“Dua Nahi To Gila Deta Koi” “Submit by Sabeen Mahar”

Wednesday, December 9th, 2009

Dua Nahi To Gila Deta Koi
Meri Wafaon Ka Sila Deta Koi

Jab Muquddar Hi Nahi Tha Apna
Deta Bhi To Kya Deta Koi

Hasil_e_Ishq Faqat Dard Hai
Ae Kash Pehle Hi Bata Deta Koi

Taqdeer Mein Tha Agar Aasman Chona
Khaak Mein Hi Mila Deta Koi

Gumaan Hi Ho Jata Kisi Apne Ka
Daman Hi Pakar Ke Hila Deta Koi

(more…)

number of view: 152

“Mere samne to hai, Gair ki baho.n me sahi” “hindi shari”

Thursday, October 15th, 2009

Mere samne to hai, Gair ki baho.n me sahi “urdu shari”

Mere samne to hai, Gair ki baho.n me sahi
Tere ane ka sabab, May-o-Maushiqi hi sahi

Tere galon ki lali, sone ki baliyon se sahi
Tujhe sooraj de ujala, mujhe chadni hi sahi

zinda mujhe dekh, de taana zindagi ka sahi
Dost nahi to, haisiyat-e-dushman hi sahi

(more…)

number of view: 89

“Aankhain bheeg jati hain” Urdu Shayari WASI SHAH

Monday, October 5th, 2009

main is hisaar say nikloon tu aur kuch soochon
tumharay pyaar say nikloon tu aur kuch soochon

teri gali kay ilawa bhi aur qaryay hain
jo is daar say nikloon tu aur kuch soochon

tumharay hijar ki sadyaan tumharay wisal kay din
main is shumaar say nikloon tu aur kuch soochon

racha hua ha tera ishq meri pooron main
main is khumar say nikloon tu aur kuch soochon

(more…)

number of view: 101

“Tamanna phir machal jaaye, agar tum milne aa jao”

Sunday, October 4th, 2009

Tamanna phir machal jaaye, agar tum milne aa jao
ye mausam hi badal jaaye, agar tum milne aa jao

ye duniya bhar ke jhagre, ghar ke kisse kaam ki baatein
bala har ek tal jaaye, agar tum milne aa jao

nahin milte ho mujhse tum, to sab humdard hain mere
zamana mujhse jal jaaye, agar tum milne aa jao

(more…)

number of view: 212

“kabhi kisi ko mukammal jahaan nahi milta” “Nida Fazli”

Saturday, October 3rd, 2009

“kabhi kisi ko mukammal jahaan nahi milta”-”Nida Fazli”

kabhi kisi ko mukamal jahan nhi milta urdu shari Nida Fazli wafa wafakadard pakistani shayari

kabhi kisi ko mukammal jahaan nahi milta
kahin zami to kahin aasmaa nahi milta

(more…)

number of view: 627
Visit our Forum
Polls

Do u Believe in "NET LOVE"? ? ? (plz cast ur vote)

View Results

Loading ... Loading ...
Archives
343414