“Tu Aaina Hai Mujhko Tera Khayal Rakhna Hai”
Tu Aaina Hai Mujhko Tera Khayal Rakhna Hai………..
Kahin Tu Toot Na Jaiy Tujhay Sambhal Rakhna Hai….
Harr Ek Masley Ka Teray; Hal Nikaal Rakhna Hai…….
Zahanat Se Apni Tujhay Hairat Main Daal Rakhna Hai
Gar Jo Kabhi Tu Tark-e-Talluq Ki Baat Karay…………
Rok Kar Tujhay Kal Pe Taal Rakhna Hai………………
Categories: "latest urdu shayari", Sad Shayari Tags: dard shayari, sad poetry, tu aaina ha, urdu poem, urdu poetry, urdu shayari, urdu shero shayari, wafa ka dard
“Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyu Nahi Dete” “Urdu Shayari”
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyu Nahi Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyu Nahi Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Hu Saza Kyon Nahi Dete.
Use Jis Ke Zakham Hai Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyu Nahi Dete.
Kahin Ghar Nahi Baste Hai Jin Ki waja Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyu Nahi Dete.
Categories: "latest urdu shayari" Tags: dil, hindi shayari, mohabbat, sad poetry, sad shari, urdu poetry, urdu sad poetry, urdu shari, urdu shayari, wafa, wafa peh shayari, wafakadard, yaad, yaadon










