“Urdu Poetry” “Nibhana kis ko aata hai”
Nibhana kis ko aata hai
woh mehfilon ki jaan hai dunya ke waaste
mughe se wahan mila tha jahan koi bhi na mila
meri dunya mein kisi roz sawera hota
tu kisi roop mein aata aur mera hota
gham jo mile the hum ko hamara naseeb tha
dunya ne un ko aur bhi nasoor ker diya
rafta rafta zeest humein le aae aise dora hai par
yaad rakha dunya dari ko aur mohabbat bhool gaye
ghairon se alt-fat pe toka to yun kaha
dunya mein baat bhi na karien kiya kisi se hum
kuch aur ker lo humein gawara ke doston
hum jaise log phir kahan dunya mein aaenge
mil na saka ager dil ko pyarr tumhara
aana pare ga mughe ko dunya mein dobara
yeh dunya hai jahan baatein banana sab ko aata hai
hazaroon pyarr kerte hain nibhana kis ko aata hai
Categories: "latest urdu shayari" Tags: Aise, Baatein, bhool, dil, dunya, Hai, Humein, kisi, Kiya, log, Mar, mei, mera, Mil, mohabbat, phir, pyar, raft, Roz, urdu poet, urdu poetry, Wahan, yeh
“Dekho inheYeh Hain Aas Ki Boondein” Hindi Shari
“Dekho inheYeh Hain Aas Ki Boondein”
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein,
Angdayee Le Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar,
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par,
Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane,
Utarein Jo Aangan Ko S….. Read Full..
number of view: 213Categories: "latest urdu shayari" Tags: Aangan, Aas, Aasmaan, Angdayee, badal, Boondein, dekho, dhoop, God, hain, Hans De, hindi, Jaaye, Kar, Karwat, Kirane, Koodein, moti, nazuk, Par, Patton Ki, phir, Read Full, Sardi, shari, Taare, Utarein, yeh, Zameen
“Kabhi Aansu Chupa Chupa KE Roye”

“Kabhi Aansu Chupa Chupa KE Roye”
Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye,
Kabhi Daastan-e-Gham Suna K Roye,
Raat Katti Hai intzar-e-yaad Mein,
Hum Raat Bhar Taaron Ko Jaga Jaga K Roye,
Phir Wo Na Aaye Raa…….. Read More…..
Categories: "latest urdu shayari" Tags: Aansu, Aaye, Bhar, Chupa, gham, Hai, Hum, intzar-e-yaad, Jaga, kabhi, Katti, phir, Raa, Raat, Read More, roye, Suna K, Taaron
“Aankhon ka rang”, “baat ka lehja badal gaya”
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya
woh shakhs aik shaam main kitna badal gaya
Kuch din to mera aks raha aaine pe naqsh
phir youn huwa ke khud mera chehra badal gaya
jab apnay apnay haal pay hum tum na reh sakay
to kiya huwa jo hum say zamana badal gaya
Categories: "latest urdu shayari" Tags: aaine, aankhon, badal, chal, Hum, huwa, kitna, Naqsh, phir, qadmon, Read, reh, talay, woh, zamana
“Ab kia likhain hum khaghaz per”
Ab kia likhain hum khaghaz per
Ab likhnay ko kia baqi hai
Eik dil tha so wo toot gaya
Ab lautnay ko kia baqi hai
Eik Skakhas ko hum ne chaha tha
Eik rait pe qaqsh banaya tha
Wo rait to kab ki bikhar chuki
Wo Naqsh kahan ab baqi hai
Ab kia likhain hum khaghaz per
Ab likhnay ko kia baqi hai
Categories: "latest urdu shayari" Tags: apni, baqi, bikhar, chaha, chuki, daalay, Darya, dekhay, dil, gaye, Hai, hawalay, Hum, jinko, kab, Kaghaz, Kar, kartay, kay, khaghaz, khwab, koi, Lafzoon, lautnay, Likh, likhain, likhnay, mita, Naqsh, Naqshoon, Nazmoon, phir, qaqsh, rait, saaray, sapnay, saray, Skakhas, Taj Mahal, tha, THAY, toot, Unwaan, zahan
Derd-e dil ki dawa kerna itna asaan tu nahi
Itna Aasan To Nahi
Pyar kerta hoon main tumse
Izhar kerna itna asaan tu nahin
Samajhta hoon mushkil ko per
Samjhana itna asaan tu nahin
Dil mein tu bohot kuch hey per
Labon pay lana itna asaan tu nahin
Khud wo sub dukh jantay hoye
Dosron ka dil dukhana itna asaan tu nahin










