Assala Mu Alaikum
Friends
yeh lain kuch Urdu Shayari sirf wafakadard.com ke liye designed ki hoie Poetry
apnay comments zaroor dain
#gallery-1 {
margin: auto;
}
#gallery-1 .gallery-item {
float: left;
margin-top: 10px;
text-align: center;
width: 25%; }
#gallery-1 img {
border: 2px solid #cfcfcf;
}
#gallery-1 .gallery-caption {
margin-left: 0;
}
“Wasi Shah Poetry” “Bashir Badr Gazal” “Rabia Basri Shayari”
number of view: 485
Share This Post on:
dar pardah igar jaan gaay hum
tum yeh na samjna bura maan gaay hum
palkon oeh larzate howay taray se yeh ANSOO
ay HUSAN-e pasmayaan tere qurbaaan gaay hum
hum aur tere HUSAN-e agafal se bukarte
jab to ne kaha maan gaay maan gaay hum
badla hai magar baysh GUM-e isaq ka tu ne
bas ay Gum- dawaaa tujhe pechan gaay [...]
ik din aisa ho gha urdu poetry by Subah Ahmad shero shayari
ik din aisa ho gha urdu poetry by Subah Ahmad shero shayari
number of view: 1447
Share This Post on:
Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain
Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko…
Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain
Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey…
Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain
Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay…
number of view: 53
Share This Post on:
“Naseeb Aazmane Ke Din Aa Rahe Hain Qariib Unke Aane Ke Din Aa Rahe Hain Jo Dil Se kahaa Hai Jo Dil Ne Suna Hain Sab Unko Sunane Ke Din aa Rahe Hain
“
“naseeb aazmane ke din aa rahe hain urdu shayari faiz ahmed faiz poem poetry”
number of view: 949
Share This Post on:
Hawa thami the zaror lekin…
wo sham b jaisay sisak rhi the
k zard paton ne andhiyon ko
ajab qisa suna dia tha…
k jis ko sun kr tmam patay…
sisak rhe the, bilak rhe the
janay kis sanhay k gham me
shajr jaron se ukhar chukay the…
Boht talasha tha hm ne tum ko…
hr aik rasta,hr aik waadi
hr aik parbat, hr aik [...]
Recent Comments