“Na Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein”
“Na Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein” URDU SHAYARI & HINID SHARI
Na Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein
Chupa Rakhay Hum Ne To Kai Toofaan Aankhon Mein
Kahan Woh Shokhiyan Pehlay Si,Ab Kuch Bhi Nahin Baqi
Chalay Aaye Ho Tum Kya Khojnay In Be-jaan Aankhon Mein
Kisi Ka Haath Lekar Haath Mein Jab Tum Mile Hum Se
To Kaise Toot Ke Bikhra Tha Mer…. Read Full…..
Categories: "latest urdu shayari" Tags: aankhon, Be-jaan, Chalay, Chupa, HINID, Hum, Jane Dhoondtay, Kai Toofaan, kaise, Khojnay, kuch, lekar, Mile, nahin, Pehlay, Rakhay, Read Full, shayari, Shokhiyan, tha, toot, tum, urdu, woh
“Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain” “Ahmed Faraz Urdu Poetry”
“Urdu Shayari Ahmed Faraz ki”
“Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain”
So us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhtay hain
Suna hai rabt hai us ko kharaab haloon se
So apne aap ko barbaad kar ke dekhtay hain
Suna hai dard ki ghaahak hai chashm-e-naaz us ki
So hum bhi us ki gali se guzar ke dekhtay hain
Suna hai us ko bhi hai shair-o-shaeri…. Read More…
number of view: 1016Categories: "latest urdu shayari" Tags: aankh, AAP, ahmed, ahmed faraz, Apne, barbaad, Bhar, bhi, dard, dekh, dekhtay, gali, ghaahak, guzar, Hai, hain, hal, haloon, Kar, kharaab, kuch, log, mei, mein, naa, poetry, Raa, rabt, Read, Read More, shaer, shayari, shehar, Suna, thehar, urdu, urdu poet, urdu poetry, urdu shayari, ussay
“KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki “
KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki
Jo KhiYalooN Ki DuniYa MaY BasTi Thi
SooChoN KaY MaskaN MaY RehTi Thi
WoOo WeRaaN YaDooN KaY DaMaN MaY BanDhi RehTi Thi
KiTni NaDaN Thi WoOo LaRki
Jo KiTabooN MaY Gum RehTi Thi
Categories: "latest urdu shayari" Tags: AfsaNoOo, Apna, APNAY, BanDhi, BasTi, ChahTi, Daman, dena, DudsaFi, duniya, GhabRaie, gum, HanGamoOo, Hui, JaNeY, Jati, keh, KhiYalooN, KirDar, KiTabooN, kitni, Kiya, kuch, KuD, LaRki, MaskaN, May, NaDaN, PaNaY, PaReY, PaTi, RasToon, REHTI, sab, SaY, SooChoN, SoochTi, SooRaT, TalaShTi, TanHaie, Thi, UlJhi, WaJooD, WeRaaN, WoO, yadoon
” Mujhe acha sa lagta hai”
Mujhe acha sa lagta hai
Bohat acha sa lagta hai
Tumhien ko dekhte rehna
Tumhien ko chahte rehna
Tumhien ko soochte rehna
Tumhien ko sunte rehna
Mujhay acha sa lagta hai
Bohat acha sa lagta hai
Bohat gehray khayaloon mein
Jawaboon main sawaloon mein
Mobhabbat kai havaloon mein
Tumhara naam aaaa jana
Mujhay acha sa lagta hai
Bohat acha sa lagta hai
Tumhary sung sung chalna
Categories: "latest urdu shayari", Pyaar | Love | Mohabbat, Sad Shayari Tags: aaaa, acha, BOHAT, dena, gehray, havaloon, inkar, iqrar, jalna, jana, Jawaboon, kabhi, keh, kehna, khayaloon, khud, kuch, lagta, Lena, main, Mobhabbat, Mujhay, mujhe, mukar, naam, naraz, Rehna, Rooth, sawaloon, sung, tumhara, Tumhary, Tumhien, Urdu Nazm | Nazmain, wafa
Urdu Poetry “Phoolon Ki Woh Mehakti Khushboo Hindi” Shari
Phoolon
Pholoon Ki Woh Mehakti Khushboo
Barish Ka Woh Bhega Pani
Aur Hawa Mein Thi Jo Rawani
Kya Uss Mousam Ka Khumaar Likhoon?
Kuch Likhna Chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon?
Thi Chehrey Par Unkey Masomiyat
Aankhoon Mein Thi Thori Shararat
Aur Baatoon Mein Woh Nazakat
Kya Unka Rangeen Mizaaj Likhoon?
Kuch Likhna chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon?
Categories: "latest urdu shayari", Friendship | Dosti, Pyaar | Love | Mohabbat Tags: Aankhoon, Andaaz, aur, Baatoon, barish, Bhega, Chahata, Chehrey, diya, Hawa Mein, hoon, jaon, khushboo, kuch, Likhna, Manana, Masomiyat, Mehakti, Mizaaj, Mousam, Muskurana, Nazakat, Par, Phoolon, Rangeen, Rawani, Rooth, Roz Jagana, Rulana, Sochta, Soi, Unkey, Uss, woh, Yaadoon
kya howa kohi sochta bhi nhi Yasmeen Hamed
Gazal Urdu Gazal By Yasmeen Hamed
kya howa kohi sochta bhi nhi
aur khene ko kuch howa bhi nhi
Categories: "latest urdu shayari", Urdu Ghazal | Ghazalain Tags: abkohi, ata, aur, bhi, cahata, dard, Day, dayta, dhondata, gazal, gazalain, ghi, gum, Hai, har, he, Ho, hon, hoo, Howa, jitne, jowab, khamosh, khene, ko, kuch, kya, mer, moun, Mujh, nhi, puchta, sanagat, sare, se, shari, urdu, urdu gazal, Urdu Nazm | Nazmain, urdu poetry, urdu shari, yasmeen gazal, yasmeen hamed











