“Na Soocha Tha Yeh Dil Laganay Say Pehlay”"Urdu Poetry Ghazal”

Na Soocha Tha Yeh Dil Laganay Say Pehlay
Na Soocha Tha Yeh Dil Laganay Say Pehlay
K Tootay Ga Dil Muskranay Say Pehlay
Umedon Ka Suraj Na Chamka Na Dooba
Gerhan Par Gaya Muskranay Say Pehlay
Agar Ghum Uthana Tha Kismat Me Apni
Khushi Kyon Mili Gham Uthanay Say Pehlay
Kaho Bijlion Say Na Dil Ko Jalain
Mujhay Phonk De Ghar Jalanay Say [...]

kya howa kohi sochta bhi nhi Yasmeen Hamed

Gazal Urdu Gazal By Yasmeen Hamed

kya howa kohi sochta bhi nhi
aur khene ko kuch howa bhi nhi

number of view: 394

Share This Post on:

Chalo Kuch diye jalaye

Assalam O Alaikum

*Chalo Kuch diye jalaye
Woh Diye jo Chahaton kay
kisi Khwaab kay safar main
Jazbon kay paaniyon Per
kae kashtiyaan bana kar

number of view: 58

Share This Post on:

tumne to keh diya keh Mohabbat nhi mili Noshi Geelani

Yeh aik nazam likh raha hoon
Noshi Geelani ki hai
Tum ne to keh diya keh MOHABBAT nhi MILI

yeh orignal hai aysay
Tum ne to keh diya KEH MOHABBAT nhi MILI
likun zeeada online log aysay likh rahay hain
Tum ne to keh diya YEH MOHABBAT nhi MILI

tumne to keh diya keh MOHABBAT Nhi Mili
mujh ko to yeh bhi kehne [...]

Kitny Pagal Wo Larki Thi

BHOOL GIYA HOUNSHAID

Haanstay Haanstay Roo Perhty Thi
Kitny Pagal Wo Larki Thi

Us K Hoont To Chup Rehtay Thay
Aankho Se Baatain Karty Thi

Chat Per Dhoop Mian Baithay Baithay
Din Bhar Wo Sapnay Bunty Thi

number of view: 86

Share This [...]

Teri tasveer meri aankhon main base kyun hai

Teri tasweer meri ankhon main basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai

number of view: 271

Share This Post on:

Page 1 1-23
381043