Shohrat Milti Hai Kabhi Kabhi,
Aur Daulat Milti Hai Kabhi Kabhi,
Yoon To Pyar Kayin Baar Mil Jata Hai,
Magar Pyar Ka Ijhar Karne Ki Mohlat Milti Hai Kabhi Kabhi.
Main Toh Ek Alag Duniya Basayunga,
Tumko Apni Zindgi Banayunga,
Aisi Kamsin Dilruba Agar Humsafar Ho,
To Kasam Hai Khuda Ki Magar Na Fakar Ho,
Chaand Bhi Aahen Bharega, Saath Mein Yeh Taare,
Itna [...]
” Mere Honton pe Tera naam
Tere Honton pe Mera naam
Main hoon phool
tu kushbooye PHOOL ”
================
tumhare SMS main neya ik SALAM kis ka tha
na tha raqeeb to akhair woh NAAM kis ka Tha
================
wafa karin gaay, nibaain gaay baat manain gaay
tumhain bhi yaad hai kuch yeh KALAM kis ka tha
================
aj roothay howay SAJAN ko bahot yaad [...]
Kucha e dilbaraan ke the hi nahin
Ahl us imtehaan ke the hi nahin
Andhiyon ke amal dakhal me rahe
Hum kisi aashiyan ke the hi nahin.
Sah gaye rizq ke liye wo lafz !!
Jo hamari zabaN ke the hi nahin.
Chara gar se wo zakhm kiya bharte
Jo adoo ki senaan ke the hi nahin
Jis ka anjaam khush nateejaa ho
Hum [...]
Khush numa lafz ki sawari bas
Shahr walon ko ek madari bas
Ishq me aur kya hua hum se
Dhang se ki hai ashk bari bas
Ek nauras kali ka gul banna
Zindagi!! teri payedaari bas
Fasl e gul kaynat ki, mujh ko
Teri chahat ki aik kiyari bas
Manzilen ghair ke liye makhsus
Apne hisse me khabkari bas
number of view: 39
Share This Post [...]
Bahte daryaa men utar jana tha.
Khaak the aur bikhar jana tha.
Us se bichhre to zamaanaa beeta
Ab talak zakhm ko bhar jana tha.
Maan letaa hun tujhe hi manzil!!
Ab kahaan yaad kidhar jana t ha.
Hausle ham ne bachakar rakkhe
Jab hamen had se guzar jana tha.
Jaan !!! is hijr pe ronaa kaisa!!!
Ek din yun bhi to mar jana [...]
Ek sookhaa saa shajar yaad aaya
Aaj bhulaa huaa ghar yaad aaya.
Manzilen jab na muyassar aayeen
Khushgumaani kaa safar yaad aaya.
Ghar banaane ki thakan yaad aayi
Aur phir raqs e sharar yaad aaya.
Uske hathon men kharashen dekhin
Tab hamen apna bhi sar yaad aaya !
Geet gaate hue logo, tum ko
Kya koi chaak jigar yaad aaya.
number of view: 40
Share This [...]
Recent Comments