Archive for the ‘Dua’ Category
“mandir me dua or ye dargaahon ke sajde”
Tuesday, January 12th, 2010
mandir me dua or ye dargaahon ke sajde
her kaam bas ik shaks ko paane ke liye hai
telenor pakistan jazz pakistan mobilink Free EasyLoad wafakadard.com
Monday, January 4th, 2010“Urdu Shayari Mujhe zindagi ki dua na do” “Creative Sign”
Saturday, October 3rd, 2009Mujhe zindagi ki dua na do
“Mujhe zindagi ki dua na do
meri zindagi se bani nahin
koi zindagio per karey yaqeen
mujhey zindagi pe yaqeen nahin
yeh safar bhi kaisa safar hua
mein kabhi kahin tou kabhi kahin
mujhey jis sanam ki talash thi
woh mila magar meraa nahin
mein woh raat hoon jo katti nahin
mein woh baat hoon jo bani nahin
mujhey zindagi ki dua na do
meri zindagi se bani nahin”
dost hi dard dost hi dawa
Saturday, March 14th, 2009dard hua tu dost kam aya
us dard ki wajah hi dost
us dard ki dawa bhi dost
dard-dost-hi-dawa
number of view: 135iFFi Yaadon ka sodagar
Wednesday, January 7th, 2009Maine har roz dua main tujhy manga hai
Hoon baywafa per wafa say tujhy manga hai
Kabhi sajday main ja kar poch apny raab say
Maine kis kis adda say tujhy manga hai
—————————————
Aati hai yad teri
Rota hai dil mera
Gertay hain ansoo mery
Banta hai naam tera
—————————————
Hamre bad nahi ayyga unhe chahat ka asa maza
Woh loogon say kehty phiren gain mujhy chahoo uski tarhan
—————————————
Dil jab tout-ta hai tu awaz nahi ati
Har kesi ko dosti raas nahi ati
Ye tu apny apny naseeb ki baat hai
Koi bholta he nahi or kesi ko yad nahi ati
—————————————
Agar apko mery collection ky ye shair pasand ayy tu bataiya ga zaror, phir apki khedmat main hazir hoonga apka iFFi Yaadon ka sodagar…













