Teri Judai K Ghum Ansoo Se Dholeinge
Teri Judai K Ghum Ansoo Se Dholeinge
Kahin Bhi Ja K Akele Mein Khob Rolenge
Kuch Aise Tanha Hoye Apna Humko Hosh Nhi
Yeh Mera Muqadar Hai Tera Dosh Nahin
Hum Apne Ansoo Tere Dard Mein Samoleinge
Hai Aj Bhi Teri Batoon Ki Kasak Dil Mein
Abhi Wo Guzre Dino Ki Hai Bas Mehak Dil Mein
Magar Na Raaz Teri Be Rukhi Ka Kholeinge…
Categories: Ansoo / Ansu, Sabha Khan (collection), urdu shayari Tags:
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bewafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar gaye auroon kay liye ham yaara
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do

Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi
Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi
Laog kehtay hain charaghaan to charaghaan hi sahi
Mujh pe jo beet gai beet gai beet gai
Meri hasrat teray chehray se numayan hi sahi
Mar.ghaton per nai bunyaad-e-makan rakhain gai
Kar-e-tehzeeb Raqeeb-e-ser-o-samaan hi sahi
Categories: Ansoo / Ansu, Sabha Khan (collection), urdu shayari Tags:
telenor pakistan jazz pakistan mobilink Free EasyLoad wafakadard.com
Assala Mu Alaikum

Pakistan ke visitors ke liye wafakadard.com laie hai neya program
http://wafakadard.com/urdu
jo bhi user forum par post kare gha
us ko 100 Rupee ka easy load karwaya jay gha
Categories: "latest urdu shayari", Ansoo / Ansu, Designed Urdu Poetry, Dua, English Poetry, Friendship | Dosti, Funny Poetry, Pyaar | Love | Mohabbat, Saaba Akhtar, Sad Shayari, Subah Ahmed, Tanhai, Urdu Ghazal | Ghazalain, Urdu Shayari SMS Tags: jazz pakistan mobilink free easyload, pakistan cell phone free easy load, telenor free easyload, wafa
“ansoo bahana” PakiGirl Collection
Azeem hain yeh qurbat ki doorian bhi
Sath reh kar bhi us ko na pana acha lagta hai
Qismat main nahin phir bhi us ko chahtay hain
Phool samjh kar kantoon per chalna acha lagta hai
Ab to mehfil main bhi hamaray liyey tanhai hai
Gham chupa kar mehfil ko sajana acha lagta hai
Mehfil main dosron se hans hans kar miltay hain
Tanhai main gham k ansoo bahana acha lagta hai
Samjhany per bhi samjhta nahin hai yeh Dil
Us ki yaad main ratoon ko jaagna acha lagta hai
Us ki berukhi ne itnay diyey hain zakham kay
Zakham kha kar bhi muskurana acha lagta hai
Categories: "latest urdu shayari", Ansoo / Ansu, Sad Shayari Tags: aanso, aansoo, anso, paki girl, urdu shari, urdu shazal