AHMED FARAZ’s COLLECTIONS
——————————————————-
AHMED FARAZ’s COLLECTIONS
——————————————————-
Jaane Kis Baat Pe Us Ne Mujhe Chor Diye Hai Faraz!!!
Main To Mukhlis Tha Kisi Maan KI Duaon KI Tarah
——————————————————-
Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi FARAZ!!
Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya
——————————————————-
Ab Use Rooz Na Soco To Badan Toot’ta Hai FARAZ!!!!
Umer Guzri Hai Uss Ki Yaad Ka Nasha Karte Karte!!
——————————————————-
Be-Jaan To Main Ab Bhe Nahi FARAZ…..!!!!!
Magar Jise Jan Kehte The Wo Chor Gaya
——————————————————-
Zabt e Ghum Koi Aasan Kam Nahe Faraz!
Aag Hote Hai Wo Aanso, Jo Piye Jate Hain.
——————————————————-
Kyun Ulghta Rehta Hai tu Logo Se Faraz!!
Yeh Zrori To Nahi Woh Chehra Sabhe Ko Pyara Lage
——————————————————-
Hamari dosri website bhi zaror check karin 
Assala Mu Alaikum Dosto hamaray FACEBOOK GROUP par Visit Zaroor karin











309 Comments
TUM LAKH CHUPAO CHAHRY SA ASA HUMRE CHAHT KA…
DIL JAB BE TUMHRA DARKHA HAY …AWAS YAH TAK AE HY…………
HUM JHOTIE TASLE KO AKRAR NE KHATY
JO DARD KO SAMJHY NA USY YAR NE KHATY
SAMJHY GA BAHALA KOE KSAY MARE CHAHAT KO
JISMOO KI MUHBBT KO HUM PAYAR NE KHATY …..
TUMHY KHABAR HI NE KA KOE TOT GYA…
MUHABATOO KO BUHT PAY_DAIR KRTY HOVA….
VO NA AY GA HUMY MALOOM THA US SHAB BE..
INTAZAR US KA MAGR KUCH SOUCH KA HUM KRTY RAHA…
tumhain ye Gila hai k Mizaag kyun hai Brham?
Kaho Kaisay Muskuraon mera Mulk Doob Raha hai
MA FANA HO GYA VO BADLA PHIR BE NE..
MARE CHHAT SA BE SACHI THE NAFARAT US KI…
kuch aisa badla hon k tere shehar ka pani p kar………jhoot bolon to nidaamat nai hoti,,,,,,;;
vahot he ncie Sabha ji bas kabhi is ko front page par bhi share karin ap
kuch ansu bacha ke rakhay hain
gham ki mehfil ka koi theekana nahi kab aah jaye
zindagi say manga tha eik phool woh deh toh diya
Magar us phool ne bhi dil ke armanon ko tor hi diya.(K.S)
really nice one Khurram Shaib
dont only make a
relation with someone
who make you happy………
make a relation with
someone who cannot be
happy without u……………..
pata hi nahi chala kab
woh dost se hamara pyar
ban gaye…
saath gujare hua kuch
pal aaj yaadgar ban gaye..
kar na sake unse izhaar
hum is baat ka…
Aur dekhte hi dekhte woh kisi
aur ke dildar ban gaye…………………
Maqta arz hai:
“Aur kuchh waqt baad unke bachche
hamse Phupho keh kar lipat gaye…”
wo ayye mare zindgi main
khanai ban kr..
is dil main rahy
pyar ki nishani ban kar..
aksar jinhey hum jagha
dete hai is dil main
wo aankho sa nikal jaty ha
panni ban kar..
MAQADAR NEY DOOR PENKA KISMAT SEY MILI JODHI ANKHOON SEY GIREY ANSOOHN JAB YAAD TERI AIY
I KNOW I AM NOT
WHAT U WANT
but u r the one which i want………………………….
faraz is really very goog
Mein Qatra Qatra jiye jaa raha hun
Zindagi ke zehar ko piye jaa raha hun
Koi aaye aur mujhse ye Zehar cheen le
Kal jo honi hai ab wo Sehar cheen le
MoinFaraz
Zindagi udas hone ka naam nahi,
Dosti sirf paas hone ka naam nahi,
Agar tum dur rehkar bhi hamhe yad karo,
is se bada hamare liye koi inam nahi……..
00966508105391
nice…………………………………………….
Very good, Kaya baat hai
nice…………………………………………………….
Takdirne chaha takdirne bataya,
takdirne tumko aur humko milaya,
khushnasib the hum ya wo pal
jab tumsa anmol is zinagime aya
Aaj phir khudane muhse puchha-
tera hasta hua chehra udas kyon hai,
barasti nigahonme pyas kyon hai,
jinki nazronme tu kuch nahi,
wo tere liye khas kyon hai…
*~*~* Usne Tora Woh Ta’aluk jO meri zaat se tha*~*~*
*~*~*Usko Ranj Na Janey Meri Kis baat se Tha*~*~*
*~*~*La Ta’aluq Raha Logo’n Ki tarah wOh bhi*~*~*
*~*~*Jo Achi Tarah Waqif Mere Hala’at Se Tha*~*~*
Meray Exam Hain Aglay Hi Mahinay Say Shuru
Parhnay Bethoon To Mujhey Niind Bohot Aati Hai
Sirf Kuch Din Kay Liya Mujh Say Koi Pyar Karey
Ishq Mein Mainay Suna Neend Hee Ur Jatee Hai
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he,
Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he
Teri faraakhdili ko duaen deta hun,
Mere labon pe tere lams ka nishaan to he
Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta,
Magr ye us ka basaya hua makaan to he
Alavaa is k na kuch aur parda rakh mujhse
Fasiil-e-jism mere tere darmiyan to he
Bichar k zinda nahi rah sakenge ham 2no,
Mujhe ye vaham to hai un ko ye gumaan to he
Saron pe saya_figan abr-e-Aarzu na sahi,
Hamare pas saraabon ka sayabaan to he
_________________
Tum chaho tou
Aaj bhi hum
Apni saanso’n ka sheher
Tumhei’n sonp de’n
Sirf !!!
Beeti huii chahato’n k ewaz … !!!
*shayed humein hi haal e dil sunana nahi aata*
masaayeb mein ulajh kar jeena hai meri fitrat
mujhay nakamiyun par ashak bahana nahi aata
jissay samajhta hon mein apna, wohi thokar lagata hai
shayed mujhay SHAHEEN kisi ko azmana nahi aata
shayed kisi dinn utar jao uss k dil mein
lakin mujhay kisi dil mein ghar basana nahi aata
koi sunta hi nahi baychain dil ki sada
shayed humein hi haal e dil sunana nahi aata
chupata hon magar khabar ho jati hai zamanay ko
shayed ghum e dil mujhay kisi se chupana nahi aata
har dukh jhail leta hon mein muskura kar
mujhay mushkil halaat mein ghabrana nahi aata
kaisay jaon uss k darr par PIYAR ki bheek mangnay
mujhay kisi k agay haath phailana nahi aata
***************
_________________
har tamashai faqat sahil se manzar dekhta
kaun dariya ko ulatata kaun gauhar dekhta
wo to duniya ko meri divangi khush a gai
tere hathon main vagarna pahala patthar dekhta
ankh main ansu jare the par sada tujh ko na di
is tavaqqo par ki shayad tu palat kar dekhta
meri qismat ki lakirain mere hathon main na thin
tere mathe par koi mera muqaddar dekhta
zindagi phaili hui thi sham-e-hijran ki tarah
kis ko itana hausala tha kaun ji kar dekhta
dubane vala tha aur sahil pe cheharon ka hujum
pal ki mohalat thi main kis ko ankh bhar ke dekhta
tu bhi dil ko ik lahu ki bond samajha hai ‘Faraz’
ankh gar hoti to qatre main samandar dekhta…..
_________________
Agar maloom hota muhabbat ka anjam pahle se
Na dil diya hota na jaan diya hota
Kuch tuhi mere dard ka mafhoom samajh le
Hasta hua chehra zamane ke liye hai
Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte
Tum ye na samajh lena ki ham peyar nahi karte
yooN tujhe DhooNDhane nikle ki na aaye khud bhii
vo musaafir ki jo maNzil they bajaaye khud bhii
kitne gham they ki zamaane se chhupaa rakkhe they
is tarah se ki hameN yaad na aaye khud bhii
aisaa zaalim ki agar zikr meN uske ko_ii zulm
ham-se rah jaaye to vo yaad dilaaye khud bhii
lutf to jab hai t’alluq meN ki vo shahar-e-jamaal
kabhii khiiNche, kabhii khiNchtaa challa aaye khud bhii
aisaa saaqii ho to fir dekhiye raNg-e-mahfil
sabko madhosh kare hosh se jaaye khud bhii
yaar se hamko taghaaful ka gilaa hai bejaa
baar_haa mahfil-e-jaanaaN se uTh aaye khud bhii
Ay muhabat tari qismat ka tujay mufat milay
Ham say dana jo kamalat kia kartay thay
Kushk mati ko be amaraat kia kartay thay
Ay muhabat! yay tara bakhat ka bin mole milay
Ham say anmool jo hiroo may tula kartay thay
Ham say mu zore jo bhonchal uta raktay thay
Ay muhabat mayri! ham tayray mujrim theray
Ham jaysay log jo logoo say sawalat kia kartay thay
Ham jo so batoo ki aik bat kia kartay thay
Tayri thveel may anay say zara pehlay tak
Ham bhe is shayhar may azeet say raha kartay thay
Ham bigartay to kaii kam bana kartay thay
Or ab tayri shakhawat kay ghanay sayay may
Khalkat-y- shyhar ko ham zinda tamasha tehyray
Jitnay ilzam thay, maksoom hamara tehyray
Ay muhabat! zara andaz badal lay apna
Tuj ko ayinda bhe aushak ka khun pina hay
Ham to per jayay gay, tuj ko to magar jina hay
Aey Mohabbat
Aey mohabbat!teri qismat k tujhey muft miley…..
Hum sey daana jo kamalaat kia kartey they…..
Khushq matti ko bhi imaraat kia kartey they…..
Aey mohabbat!yeh tera bakht k bin mol miley…..
Hum sey anmol jo heeron main tula kartey they…..
Hum sey munh zor jo bhonchaal utha rakhtey they……
Aey mohabbat mairi! hum terey mujrim thehrey……
Hum jaisey log jo logon sey sawalaat kia kartey they…..
Hum jo so baat ki ik baat kia kartey they……
Tairi tehweel main aaney sey zara pehley tak……
Hum bhi iss sheher main izzat sey raha kartey they……
Hum bigartey to kai kaam bana kartey they……
Aur ab teri sakhawat k ghaney saaey main……
Khulqat-e-sheher ko ham zinda tamasha thehrey…….
Jitney ilzam they maqsoom hamara thehrey…….
Aey mohabbat! zara andaaz badal ley apna…….
Tujh ko aainda bhi ishshaaq ka khoon pina hai……
Hum to mar jain gey tujh ko to magar jeena hai……
Sar-y- tak-y- jan na charage hay, pasay bamay shab na shyhar koi
Ajabb ik arsay daraz hay, na guma hay na khabar koi
Nahi ab to koi milal bhe, kisi wapsi ka khayal bhe
Gamay baykasi nay mita dia, mayray dil may tha bhe agar koi
Tujay kia khabar ka ratt bhar tujay dake panay ko ik nazar
Raha chand kay sath nuntazer tayri khirkio say idhar koi
Sar-y- shake-y- jan tayray nam ka , ajabb ik taza gulab tha
Jisay andhio say khatar na tha, jisay tha na khiza ka dar koi
Tayri bay rukhi kay diar may, ghani tayrgi kay hasar may
Chaly kiss tarha say charagay jan, karay kiss taraf ko safar koi
Katay waqat chahay azab may, kisi khuab may ya sarab may
Jo nazar say dore nikal gaya, usay yad karta hay har koi
Saray bazm jitnay charag thay, wo tamam ramz shanas thay
Tayri shsmay kush kay layhaz say nahi bolta tha magar koi
JAB RATT KI NAGAN DASTI HAY
NAS NAS MAY ZAYHAR UTARTA HAY
JAB CHAND KI KIRNAY TAZI SAY
IS DILL KO CHEAR KAY ATI HAY
JAB ANKE KAY ANDAR HI ANSOO
ZANGIROO MAY BHAND JATAY HAY
SAB JAZBOO PAY CHA JATAY HO
TAB YAD BUHAT TUM ATAY HO
JAB DARAD KI GHANJER BAJTI HAY
JAB RAKSS GAMOO KA HOTA HAY
KHUABO KI TALL PAY SARAY DUKE
WHAYSAT KAY SAZZ BIJATAY HAY
GATAY HAY KUHAISH KI LAY MAY
MASTII MAY JHOMTAY JATAY HAY
SAB JAZOO PAY CHA JATAY HO
TAB YAD BUHAT TUM ATAY HO
TAB YAD BUHAT TUM ATAY HO.
_________________
ho na koi dunia may ham sa piyasa logon
jee may ati hay ka pi jain yeh dariya logon.
Usay anjany rastoo say guzar janay ki kuhais the
Muhabbat may amar ho janay kik, marr janay ki kuhais the
Wo kehta tha jivan tayrgi hay
Rang bharnay hay is may roshni kay
Or ye ham ko mukhtisar say chand lamhay jo muaser hay
Ye lamhay hamay muhabbat say abad karnay hay
Kisi ko dorr say daykna, kisi say batt karni hay
Jaha pay din guzar jayay wahi pay ratt karni hay
Wo kehta tha muhabbat ka koi mossam nahi hota
Ye har mossam ka jazbha hay jo kabhi kam nahi hota
Adhori si muhabbat hay hamay takmeel karni hay
Muahbbat ko nay dhab say basar karnay ki kuhais usay
Har sahab jagati the
Na janay kon si chahat usay har pall rulati the
Sanasha tha har aik say per anjan rehta tha
Buaht abad tha lakin buhat wayran rehta tha
Usay har shakas ko hayran kar janay ki adat the
Muhabbaty may apar ho janay ki, mar janay ki kuhais the.
Ay muhabat tari qismat ka tujay mufat milay
Ham say dana jo kamalat kia kartay thay
Kushk mati ko be amaraat kia kartay thay
Ay muhabat! yay tara bakhat ka bin mole milay
Ham say anmool jo hiroo may tula kartay thay
Ham say mu zore jo bhonchal uta raktay thay
Ay muhabat mayri! ham tayray mujrim theray
Ham jaysay log jo logoo say sawalat kia kartay thay
Ham jo so batoo ki aik bat kia kartay thay
Tayri thveel may anay say zara pehlay tak
Ham bhe is shayhar may azeet say raha kartay thay
Ham bigartay to kaii kam bana kartay thay
Or ab tayri shakhawat kay ghanay sayay may
Khalkat-y- shyhar ko ham zinda tamasha tehyray
Jitnay ilzam thay, maksoom hamara tehyray
Ay muhabat! zara andaz badal lay apna
Tuj ko ayinda bhe aushak ka khun pina hay
Ham to per jayay gay, tuj ko to magar jina hay
Zindgi kay maylay may, khuhasio kay raylay may
Tum say kia khyhay jana! is kardar jhamaylay may
Wakat ki rawani hay, bhakat ki garani hay
Shakat bay zamini hay, shakat la makani hay
Hijar kay samandar may
Tkhat or takhatay hi aik hi kahani hay
Tum ko jo sunani hay
Baat go zara si hay
Baat umar bher ki hay
(Umar bher ki batay doo ghario may hoti hay!
Dard kay samandar may
An ginnaat jaziray hay, bay shumar motti hay)
Ankee kay darichay may tum nay jo sajaya tha
Baat us diay ki hay
Baat us gilay ki hay
Jo lahoo ki khalwat may chore ban kay ata hay
Lafaz ki fasiloo per toot toot jata hay
Zindgi say lambi hay, baat rutjagay ki hay
Rastay may kaysay hoo
Baat takhliay ki hay
Takhliay ki baatoo may guftagoo azafii hay
Payar karnay waloo ko ik nigha kafii hay
Mairay Sabar Ka Na Lay Imtihaan Mairee Khaamoshi Ko Sadaa Na Day
Jo Tairay Baghair Na Jee Sakay Usay Jeenay Ki Too Duaa Na Day
Too Azeez Dill-o-nazar Say Hay Too Qareeb Rag-o-jaan Say Hay
Mairay Jism-o-jan Ka Yeh Faaslaa Kaheen Waqt Aur Barhaa Na Day
Tujhay Bhool Kay Na Bhulaa Sakoon Tujhay Chah Kay Bhee Na Paa Sakoon
Mairee Hasratoon Ko Shumaar Kar Mairee Chahatoon Ka Silaa Na Day
Wo Tarap Jo Shula-e-jaan Main Thee Mairay Tan Badan Say Lipat Gai
Jo Bujha Sakay To Bujha Isay Na Bujhaa Sakay To Hawaa Na Day
Tujhay Gar Mailain Kabhee Fursatain Mairee Shaam Phir Say Sanwaar Day
Gar Qatal Karna Hay To Qatal Kar Yoon Judaaiyoon Ki Sazaa Na Day
_________________
zindagi aye zindagi muje tuj se koi tamna kab hay
hum to iss *** per jee rahe hain keh marna kab hay
Muhabbatoo ka shaore pa kar
Visall ka bhe sarore pa kar
Kamii hay baki
Sakoon dill ko nahi hay hasil
Bhawer kay jaysay lagay hay sahill
Samandaroo may utar kay daykay
Buhat milay hay bichare kay daykay
Koi zanjeer ho
Ahan ki, chandi ki, rawayat ki
Muhabbat tore sakti hay
Ye wo dhale hay jiss per
Zamanay ki kisi talwar ka loha nahi chalta
Ye wo shyhar hay jiss may
Kisi ammar, kisi sultan ka sika nahi chalta
Agar chasmay tamasha may zara si bhe millawat ho
Ye ayina nahi chalta
Ye wo agg hay jiss may
Badan shuloo may jaltay hay to rohay muskarti hay
Ye wo sallab hay jiss ko
Dillo ki wadia awaz day kar kud bulati hay
Ye jab chahay kisi khuab ko tabeer mill jayay
Jo manzar bughe cukay hay un ko bhe tanvir mill jayay
Duda jo bay taykana the usay tasir mill jayay
Kisi rastay may rasta poochti takder mill jayay
Ye chikna chore ayinay ki kicahay jore sakti hay
Jidhar chahay ye bagay more sakti hay
Koi zanjeer ho, us ko muhabbat tore sakti hay
_________________
ho na koi dunia may ham sa piyasa logon
jee may ati hay ka pi jain yeh dariya logon.
gaye baras ki eid ka din kiya acha tha
chand ko dekh ke uska chehra dekha tha
faza mein cactus ke lehje ki nermahat thi
mausam apne rang mein faiz ka mesrah tha
Dua ke be-awaz, ulohi lamhoon mein
woh lamha bhi kitna dilkash lamha tha
haath utha ker jab Aankhoon hi
aankhoon mein…
uss ne mujh ko apne Rab se manga tha
Phir mere chehre ko haatoon mein le ker
kitne piyaar se mera matha chooma tha!
faqeeh-e-shehr ke majlis say kuch bhala na hua
k uss say mill kar mizaaj aur kafiraana houa
abhi abhi wo mila tha hazar batein kein
abhi abhi wo gia hay magar zamana hua
wo raat bhool chuko wo sukhn na dohraao
wo raat khuwab hoey wo sukhn afsna hua
kuch ab kay esay karday firaq ka mausam
teri he bat nahi , mein bhi kia say kia na hua
hajoomesa kay raahein nazar nahi ateein
naseeb esa kay ab tak tu qafilaa na hua
shaheed-e-shab faqat Ahmad Faraz he tu nahi
kay jo charagh bakaf tha wohi nishaana hua
HANSATA THA MUJH KU TU RULA BHI DETA THA
KAR KE WOH MUJH SE AKSAR WADDAY BHULA BHI DETA THA
BEWAAFA THA BHUHAT MAGAR
ACHA LAGTA THA DIL KU
KABHI KABHAR BATEIN MUHABAT KI SUNA BHI DETA THA
THAM LETA THA HATH MERAKABHE YUNHI KHUD
KABHI HATH APNA MERE HATH SE CHOURA BHI LETA THA
KBHI BEWAQT HI CHALA AATA THA MILNE KU
KABHI QEEMTI PAL DOSIT KA GNAWA BHI DETA THA
AJEEB DHOOP CHAAON SA MIZAAJ THAA US KAA
MOATABIR BHI KARTA THAR OR NAZRON SE GIRA BHI DETA THA
There are time when I’d stare in the sky at night and wonder why you are my entire universe when i am not even a little star in yours!
Aisa nahi k tujh se muhabat nahi hamain
Ghum roz roz sehny ki aadat nahi hamain
har bar tere samne sar ko jhoka liya
Aur phir bhi dekh tujh se shikayat nahi hamain
Tu aitebar kr k tujhe chahate hain hum
Tere siwa kisi ki bhi chahat nahi hamain
Ham jante hain tum tanha nahi hamary bin
Auron se pochne ki zarorat nahi hamain
Kese rahen gay bin tere ab baat maan lay
Tere bagair rahne ki ab adat nahi hamain
jiss jagha teri jafa ki inteha ho jayegi
sabr ki mere wahan se ibteda ho jayegi
kia khabar thi zindagi ab to dua ho jayegi
unkey paney ki tamanna ilteja ho jayegi
ye kahan maloom tha qasd e safar k sath hi
tum badal jaogey dunya be wafa ho jayegi
Ab Kay tajdeed wafa ka nahi imkan jana
yaad tuj ko kiya dilaye tera paiman jana
Yun hi moosam ki aada dekh kay yaad aya hay
kis kader jal badal jathay hay insan jana
Zindagi teri atha the so teray nam ki hay
Hum nay jaisay be basar ki tera ahsan jana
Dil yeh kehtha kay sahid hu fasurda tu bi
Dil ki kiya bath karay dil tu hay nada jana
Awal awal ki muhabat kay nashay yaad tu kar
Bay piye bi tera chehra tha gulistan jana
Akhir akhir tu yeh alam hay kay ab hoosh nahi
Rage meena sulag utti kay rage jan jana
Mudatoo say yehi alam kay na tawaqqoo na umeed
Dil pukhare he chala jatha hay jana jana
Ab kay kuch aise sajee mehfil yaran jana
Serba zano hay koi sarba gareeban jana
Her koi apanay he awaz say kanp ott tha hay
Her ko apnay hi saye say harasan jana
Jis ko dekho wahi zanjeer wafa laghtha hay
sher ka sher hay dahile zandan jana
Hum bi kiya sada thay hum nay bi samaj rakha tha
Ghame Dawran say juda hay Ghame jana jana
Hum kay rooti huwai ruth ko bi mana lethay thay
Hum nay dekha hi nahi tha moosame hijran jana
Hoosh aya tu sabi khwab thay raiza raiza
Jisay urthay huway awraqe pareshan jana
Ab Kay tajdeed wafa ka nahi imkan jana
yaad tuj ko kiya dilaye tera paiman jana
Faraz
Is dafa to barishein rookti nahi Faraz
hamne ansoo kya piye sare mousam ro pade.
abr-e-tabassum zara jam ke barso…
aashiq ka janaza hai zara dhoom se nikle.
Phir tere sheher mein lekar aye hai teri yaad Faraz
Phir tere sheher ke patheroon ne mujhe pukara hai.
mere hathon se tarashey huwe pather ke sanam
aaj butkhane main woh banke khuda baithe hain
na jany kuo vo log dil ma bas jaty hain……..
jin sa kismit ka sitary ne miltay……….
Dastaras main nahi halaaat, tujhey kia maloom
Ab zaroori hai mulaqaaat, tujhey kia maloom
Raat kay pichlay pahar, neend shikan tanhai
Kaisey kartee hai sawalaaat, tujhey kia maloom
Tu bazid hai kay sar e aam parastish ho teri
Main hoon paaband e rawayaaat, tujhey kia maloom
Jashan sawan kaa youn barh charh kay mananey waley
Zulm kiaa dhaatee hai barsaat, tujhey kia maloom
Shana e waqt pay ab zulf e pareeshaan ki tarhaa
Bikhree rahti hai meri raat , tujhey kia maloom
Ek mulaqat sar_e_rah bhi sahi jurm magar…..
Hum kahan ap kahan log bhi deewane hai !!!
nice………………………………………………
yaar mera e mail adrees le lo mujhe sms send kar diya karo faraz k
Jiska tum puchte ho wo mar gaya “FARAZ”,
Usko kisi ki yaad ne zinda jala diya……….
ab use rooz nasochu to badan tutta hai mera,
ek umr si ho gai hai uski yaad ka nasha karte karte.
ranjish hi sahi dl ko dukhane k liye aa,
aa phir se mujhe chhod k jane k liye aa,
kis kis ko batenge judai ka sabab ham,
tu mujhse khafa hai to zamane k liye aa,
ye mana ki mohabbat ka chhupana hai mohabbat,
chupke se kisi rooz jatane k liye aa.
“ye sach hai ki mera katil bhi wahi tha
saare shaher may tareef kay kabil bhi wahi tha
kehti thi apni huapno may rahungi
bani jo saf-e-gairsabse aage bhi wahi thi”
apna dard chupana kitna mushkil hai,
toot k fir muskurana kitna mushkil hai,
door tak jab chalo kisi k sath to fir,
tanha lout k ana kitna mushkil hai…
’19 april shayd wo last date hogi jab mai usko kho do gi pata nahi hamesha k lia ya sirf dunia ki nazro mai… wo mera hamesha rahe ga mujhe us pe yaqeen hai lekin apni qismat pe nahi k…’
USNE MUJHE CHHOD DIYA YE SOCH KAR SABAH
KI YE GARIB LOG HAI MOHOBBAT KAY SIVA KYA DENGE
………………………………………….
RISHTO KI HAKIKAT KOI KYA SAMJHEGA
DILO KI ZARURAT KOI KYA SAMJHEGA
AAPKI MUSKURAHAT HI TO ZINDAGI HAI SABAH
IS MUSKURAHAT KI KEEMAT KOI KYA SAMJHEGA,
………………………………………………………………
NA WOH AA SAKE NA HUM JA SAKE.
NA DARD DIL KA KISI KO DIKHA SAKE SABAH,
BAS BEITHE HAI YADO ME LEKAR AAS UNKI .
NA UNHONE YAAD KIYA HUME OR NA HUM UNHE BHULA SAKE.
……………………………………………………………,
Koi juda ho gaya koi khafa ho gaya.
na jane zindgi may humse kya gunah ho gaya .
bahut sajde kiye kisi ko pane kay liye.
jis sajde may use pana tha wo humse kaza ho gaya.
jis pal maine usko dekha apna maan liya sabah
pana hai use dil may har haal may ye thaan liya
kabhi unka khayal aata tha kabhi apna khayal aata tha
na jane konsa rishta hume paas lata tha
woh na mil saki to zindgi to khatam nahi ho jayegi
pa dekhte hi dekhte hume maut aajayegi
jab un tak puhchegi khabar marne ki
yaha khud chuki hogi kabr mitti ki
jab aayenge wo in raho se , hum ja chuke honge in raho se
najane konsa khayal dil may aata hai
baar baar laboo pay unka naam aata hai
……………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………………
kaat kar zuba kehne laga zalim
ab haal-e-dil sunane ki ijazat hai tujhe
………………………………………………….
aaj is mod par laye hai ujale mujhko
ek andhere ka samundar hai sambhale mujhko
……………………………………………..
ji may aata hai tere zulm-o-sitm sab keh du
par rok lete hai lab-e-izhaar kay taale mujhko
……………………………………………..
kuch to teri rah-e-guzr thi humdum
kuch sar-e-rah mile lootne wale mujhko
……………………………………………..
wo kab talak mujhko apni palko pay sajaye phirti
kar diya usne bhi aashko kay hawale mujhko
……………………………………………..
ked apni hi rivayat ki hadoo may hu
koi to ho jo is andhere se nikale mujhko
……………………………………………..
mujhko har simt apne hone ki boo aati hai
kahi mera hona hi maar na dale mujhke
……………………………………………..
gosay bada-badal kar raat kaat di
unke intzaar may tamam umar kat di
kachhe makan may ek barsaat kat di
ek muddat kay baad aaj mili mujhko wo okaat ne mulaqat kaat di
……………………………………………………………………………………………………..
Two hearts, sharing seven feelings:
1….Love
2….Happiness
3….Truth
4….Faith
5….Secret
6….Trust &
7….Sadness
–o@@@@@@—————-@@@@@@!
-o@@@@!!!!!;;;@——-@……………….::;!@
“@@@!!!!!!!;;;;;;;;@—@……………..:;;;;;;!@
@@@!!!!!!!;;;;;;:::.@@………………:;;;;;;;;;!@
@@!!!!!!!!!;;:::::………………………..;;;;;;;;;;!@
@@@!!!!!;::::…….The better…………;;;;;;;;!@
-@@!!!!;;:::::…friends is the ……………;;:;!@
–@@!!:;;:::::::: best thing………………….;;!@
—-@!!!!;:::..”THAT GOD CREATED”…….@
——!!!!!;:::::::::…………………………..@
——–!!!;:::::::::::……………………@Therefore
———–!!!;;:::::::::……………..@I Valorize
————-:::::::::::………….@The ones that I have
—————-::::::::……@ This include
——————–:::::.@ YOU MY FRIEND
niklay thay es umeed se k un ko talash kareen gay ..faraz..qismat ne sari umar kamusafir bna diya
abr-e-tabassum zara jam ke barso…
aashiq ka janaza hai zara dhoom se nikle.
Wo samje na samje mera mudda,,
Hili un ki gardan magar der tak..
Unse nazar mila kar ehsas ho raha hai sahil,,
bijli se khelta hoon dhoke mein roshni ke.
KOI TO MUJHSE TAALLUQ ZAROOR HAI SAHIL,,
WARNA WO MERE DARD KO MAHSOOS NA KARTE.
SHAKL-E RAHEMAT AZAAB NIKLE HAIN
BASTIYAAN ZARR QAAB NIKLE HAIN
BEWAFAAI HAI JINKA SARMAAYA
MUJH KO DEENE QHITAAB NIKLE HAIN
HOKE KANGAAL HUSN KE GHAR SE
KAISE KAISE NAWAAB NIKLE HAIN
AUR AAKE MASJID MEIN DER SE SAAGAR
SABSE PEHLE JANAAB NIKLE HAIN
Wo Ayi Meri Kabar Pe Apne Ashiq K Sath…”GAURAV”…!!!
Kon Kehta Hi K Dafnaye Hue Ko Jalaya Nhi Jata…!!!
DO you know ,why GOD made spaces between fingures,bcoz one day A special one come hold your hand and FILL these spaces,,***KOI TO HOTA****
Main ne muddat se koi khuwab nahi daikha …….!!
*
*
Haath Rakh day mari aankhon pe ke neend aa jaye…..!!!
meri zindagi mujhe ye bata mujhe bhool kar tujhe kya mila,
meri hasraton ka hisab de, dil tor kar tujhe kya mila,
tere char din k pyar ne mujhe umr bhar ka gum diya,
mai toot k bikhar gaya, mujhe to kar tujhe kya mila,
mere jeene ki wajh ban gae the tum,
khud ko mujhse alag kar k tujhe kya mila,
meri zindagi mujhe ye bata mujhe bhool kar tujhe kya mila…….
maine ye bat panchiyon se seekhi thi faraz,
k andhera hote hi apne bhi sath chor dete hai….
Judai Kese Mili Hr Aas Toot Gai,
Wafaen Rooth Gai,
Na Koi Apna Raha,
Jo Aankhen Dekhti Thi Na Ab Wo Sapna Raha,
Jo Anso Pochte Hai Chupaon Kese Wo Mai,
Bataon Kese Wo Mai,
Ye Dooriyon Ka Safar Akele Kese Karon,
Ajeeb Dukh Hai Mere Jalae Dhoop Mujhe,
Na Saya Sath Raha,
Ye Aahaton Ki Sada,
Jo De Rahi Hai Pata,
Wahan To Koi Nahi,
K Kho Gai Hai Khushi Sanam Tumhare Lia,
Wo Sb Ki Aah Mai Jo Kr Na Saka,
Hue Badnam Bohut,
Phir Bhi Chaha Hai Tumhen,
Tum Ko Ehsas Nahi,
Sb Mere Sath The Kal, Ab Koi Pas Nahi,
Zindagi Raas Nahi, Zindagi Raas Nahi…
Zindgi mohtaj nhi manzilon ki, ,,, waqt har manzil dekha deta hai,,, marta nhi koi ksi se juda ho k,,, waqt sub ko jeena sikha deta hai.
Hansata Tha Mujh Ko Tu Rula Bhi Deta Tha,
Kar K Woh Mujh Se Aksar Wadday Bhula Bhi Deta Tha,
Bewaafa Tha Buhat Magar,
Acha Lagta Tha Dil Ko,
Kabhi Kabhar Batein Muhabat Ki Suna Bhi Deta Tha,
Tham Leta Tha Hath Mera kabhi Yunhi Khud,
Kabhi Hath Apna Mere Hath Se Chura Bhi Leta Tha,
Kabhi choom leta tha roti hui aankhen meri,
Kabhi tarpte thi to mur k bhi na dekhta tha,
Kabhi Bewaqt Hi Chala Aata Tha Milne Ko,
Kabhi Qeemti Pal Gnawa Bhi Deta Tha,
kabhi bohut naaz karata tha apne pyar pe,
To kabhi dil bhi dukha deta tha…
When I got enough confidence,
the stage was gone.
when I was sure of lossing,
I won.
when I needed people the most,
they left me.
when I learnt to dry my tears,
I found a shoulder to cry on,
when I mastered the art of hating,
somebody started loning me.
When I wanted live alone,
I saw the cawards of peoples for me,
When I learnt to live for others,
People didn’t apparaciate me,
and when, after waiting for dawn, I feel a sleep,
the sun come out.
That’s LIFE.
Wah Wah Subhan Allah……….
yaar mera email address le lo mujy sms kr dea krna ……
my name is sahar ali.
mana ke tere dill me koi aur makee hai.
tu phir bhi mera gum hai aqeeda hai yaqeen hai.
ye aaine tere husan ki kiya khabar denge.
aah meri aankhon me dekh k tu kitna haseen hai.
barson se tarasha tha ,,,,,,,,arif,,,,,,, hum ne ek johar,
na jane aj wo kis ki anghothi ka nageen hai.
Wo mera sab kuch hai bas mera muqadar nahi Faraz…
Kaash wo mera kuch na hota sirf mera muqadar hota.
Jo bhi dukh yaad na tha yaad aayaa
aaj kya jaaniye kya yaad aayaa
Phir koi haath hai dil par jaise
phir tera ahd-e-vafaa yaad aayaa
Jis tarah dhundh mein lipte howe phool
ek ek naqsh teraa yaad aayaa
Aisi majboori ke aalam mein koi
yaad aayaa bhi tho kya yaad aayaa
Aye rafiiq sar-e-manzil jaa kar
kya koi aablaapaa yaad aayaa
Yaad aayaa tha bicharna tera
phir nahi yaad ke kyaa yaad aayaa
Jab koi zakhm bana daag bana
jab koi bhoogaya yaad aayaa
Ye muhabbat bhii hai kya rog “Faraz”
jis ko bhuule vo sadaa yaad aayaa….
Tujh se mile dard ko apna takhalus bna liya
Kabhi aa kar to dekh tere dewaane ko
Tere ishq ne isse dunya me jeena sikha diya
kal tak pathar tha thokaron me rehta tha
Aaj Hakim e waqt ne isse apne taaj me sja liya
Tu ne ishq kiya tha ya meri zaat pe ehsaan
Jub se tu choda he sari dunya ne humen apna liya.
Wo log hi qadmon se zameen cheen rahe hain
Jo log mere qad ke barabar nahi aate…!!!!
Ek “Tum” ke tumhare liye main bhi meri jaan bhi
Ek “Main” ke mujhe tum bhi muyassir nahi aate
Jis shaan se Loate hain ganwa kar dil-o-jaan hum
Es thaur tho haare howe Lashkar nahi aate
Koi tho khabar ley mere dushman-e-jaan ki
Kuch din se mere sehen mein pathar nahi aate
Dil bhi koi aasaib ki nagri hai k ”MOHSIN”
Jo is se nikal jate hain mor kar nahi aate.
Kabhi hota nahi jo rabta us say mera “Mohsin” Main khod mein doob jata hoon wo mujh ko mujh mein milta hai….
so niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Meray ghamon k samanar ka kinara nahi hota
Sahil se samandar ka nazara nahi hota
Ho jate hain hum khushi se har kisi k Sahir
Kambakhat is dunia main koi hamara nahi hota
surath uske qayalo se q nahi jate.
neendh hai aankho meh magar q nahi ateh..
woh sath the mere toh maut ka qauf tha mujko.
ab mai tanha hu toh maut q nahi ateh…….
Ek hi darkar hai ki vo door na jaye
Kahin to koi dor hai jo kinch se jati hai
wo bewafa na tha bus yonhe badnam sa hogia fraz
hzar chahnay walay thay kis kis sy wafa kerta./